बुधवार, 20 मार्च 2013
Taarikh..........
Aaj "madhurima " main prakashit kahani "vah khaas din" padh laga jesy wo hamari apni hai ,mujhy bhi aap say apny ansh(center) sy judi har baat chahy wo aap sy judi khushiya ho ya mery ansh ka ya center par aai choti choti cheeze ya aapki din pratidin ki uplabdhiyan hamesha sab yad hota par aap k liye wo sab comman baatein hoti ya mazak ki...............main choti-choti baato main khush hona chahati par wo choti baatein aap k liye aur bhi choti hoti main apne hisse ki chaav chahati par aap ye kahkar peeche hat jate ki "mainne to nahi kaha tumsy ye sab karny ko "...............khir kahani main "anu" k jane k baad "aniket" samjhty hai "taarikhko ko yad rakhna" par kya aap kabhi samjhege........................? tareekho ka taana baana
सदस्यता लें
टिप्पणियाँ भेजें (Atom)
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें