kaash meri prarthnao main itna asar ho jaye..........mera eshwar sahi raah par aa jaye.........
गुरुवार, 20 जून 2013
मंगलवार, 18 जून 2013
zinagi..........
mainy zinagi ko bahut kareeb sy dekha hai, isky rango ko roj udtay hue dekha hai.......
pyaar main duby huo ko roz apno ki bali chadaty hue dekha hai.........
mainy zindagi ko bahut kareeb sy dekha hai or jisy maana tha bhagvaan usy insaan banty hue dekha hai..............insaan banty hue dekha hai..............

शुक्रवार, 14 जून 2013
aastha: shikhar..........
aastha: shikhar..........: Tum befikar rahna mujhe tumsy kuch nahi chahiye bus tumhara shikhar par naam chahiye...na dhyan na maan na tumsay baat karny ka adhikaar cha...
गुरुवार, 13 जून 2013
shikhar..........
Tum befikar rahna mujhe tumsy kuch nahi chahiye bus tumhara shikhar par naam chahiye...na dhyan na maan na tumsay baat karny ka adhikaar chahiye bus tumhaara shirsh par naam chahiye.........na zindagi main tumhari apni jagah na tum me apni ginti chahiye mujhe sirf or sirf tumhara uchaiyo par naam chahiye......so befikar rahna?
सदस्यता लें
टिप्पणियाँ (Atom)