shikhar..........
Tum befikar rahna mujhe tumsy kuch nahi chahiye bus tumhara shikhar par naam chahiye...na dhyan na maan na tumsay baat karny ka adhikaar chahiye bus tumhaara shirsh par naam chahiye.........na zindagi main tumhari apni jagah na tum me apni ginti chahiye mujhe sirf or sirf tumhara uchaiyo par naam chahiye......so befikar rahna?
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें